Click here

beauti of islam

Beauti of islam

 Allah tallah ka hum par bohat karam hai Allah pak itna kuch humay atta kartay hai jis ki hum gintai bi nahi kar saktay or woh humari asi sari galtiya maf kar datay hai jo kah lah tadad hain 

parday ka hukam

islam mai parday ka hukam diya gaya hai or sakhti say parda karnay ka bataya gaya hai.
ap kud hi sochay kah parda sirf pak chezo ko kiya jata hai jasa kah khna kaba ko gilaf is liye charhaya jata hai kah who pak hai or kuran pak(quran shareef) ko is liye kapray mai lapeta jata hai kyo kah woh pak hai 


Older Posts

get information